Ankhain Khuli To Jag Uthi
Hasratain
\
~> AyE DoStO
/
Usko Bhi Kho Diya Jisey
Paya Tha Khwab
Main
Kar Sitam Kitne Bhi Mujh Par
Iss DiL Me Dhadkan Tere Naam Ki Hogi
Khwaeesh Toh Adhuri Hai Bahut Magar
Aakhri Khwaeesh Tere Deedar Ki Hogi
Kash samajhte wo is dil ki tadap ko.
To yun na hame rusva kiya hota...
Unki har berukhi manzoor thi hame,
Bas ek bar palat kar dekh liya hota.
Phol Shabnam Me Dub Jate Hai , Jakhm Marham Me Dub Jate
Hai.
Jab Milata Nahi Koi Sahara , Ham Aapki Yado Me Dub Hai..
Sapno ki duniya mein khoo gya the
Shayad aapki pyari si god mein so gya tha,
Bhool gya tha apne saare dardo gum bas aapki
In mast nzro mein simat gya the,
Bikhar Rahi Hai Meri Zaat
Usse Kehna,
Kabhi Mile To Yeh Baat
Usse Kehna,
Wo Saath Tha To
Zamana
Tha Humsafar Mera,
Magar Ab Koi Nahi Mere
Saath Usse Kehna.....!!
Na Main Pass Usko Bula Saka;
Na Main Dil Ki Baat Suna Saka;
Wo Hansi-Hansi Main Hi Chal Diye;
Aur Main Haath Tak Na Hila Saka!
Aaj phir Teri yaad ne rula diya, Usne kaha...!
Bharosa dil pe itna nhi krte,
Maine kaha. . . .! pyar me kabhi socha nhi krte"
Usne kaha. . ..!
Bahut kuchh duniya ke nazaaro mein hain,
.
Maine kaha...!
Jub aap saath ho to hum kuchh aur dekha nhi krte,
Bohat mushkil ho gaya hai khud ko sambhal rakhna,
.
.
.
.
.
.
.
Magar woh keh gayi hai "APNA"
Khayal rakhnaa...
Main Mar Jaun To Mujhe Jala Den
Usse Pahle Mera Dil Ko Nikal Lena,
Mujhe Parwah Nahi Is Dil Ki Jal
Jane Ki, Mujhe Parwah Hai Is Dil
Mein Rahne Wali Ki.!
Khilate Hai Phol Chaman me Khilate Hi Rahege.
Agar Jindagi Rahi To Tum Se Milate Hi Rahege.
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua…
In nazro ke deewane the sabhi ,
Inhi nzro nein mujhe parwana bna diya,
Inhi ko dekhkar jee raha hun mein ,
Inhi ko Maine apna bna liya,
Ek baar ye pyar se dekhle mujhe,
Inhi nazro nein aaj mosam
Kita suhana bna diya!
Mere liye subaah bhi tum
Mere liye shaam bhi tum
Mere liye roshni bhi tum
Mere liye chandni bhi tum
Mere liye sur bhi tum
Mere liye sangeet bhi tum
Mere liye paana bhi tum
Mere liye khona bhi tum
Mere liye hasna bhi tum
Mere liye rona bhi tum
Mere liye rab ho tum
Mere saab ho tum
Mere jaan ho tum