Bagawat Kisi Insaan Se Nahin,
Uske Khyalat Se Hoti Hai.
Chot Jab Dil Pe Padti Hai,
Aankhon Se Nafrat Ban Ke Nikalti Hai.?
Haseen chehre par,
Kabhi aetbaar na karna,
Tod dete hai dil,
Kabhi pyaar na karna,
Hai guzarish doston se meri,
Mar jaoge woh na aayenge,
Kabhi intezaar na karna.
Zara si baat der tak rulati rahi
Khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi,
koi kho ke mil gaya to koi mil ke kho gaya
Zindagi humko bas aise hi aazmati rahi.
Dil tod diya ab zahar bhi pile dena
Qafan na mile to Dupatta hi udha dena
Koi pooche ki Marz kya tha Nazarein jhuka kar
Mohabbat bata dena
Jisne haq diya tha mujhe muskurane ka,
Use shouk he mujhe ab rulane ka,
jo lehro se chin kar laya tha kinaro tak,
intizar he use ab mere dub jane ka..!
Samundar se kah do ke apni laharein sambhal ke rakhe,
Hamari zindagi me toofan laane ke liye kuch apno ke dhokhe hi kafi hain...
Har aasunoN mein jo baha vo dard tumhara hai,
Humne kiya pyar jo tumse to qasoor humara hai,
Dil-a-naadan ghalti kar baatha,
Ek bewafa sa dil laga baatha.
Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diya,
Abh na roenge hum roshni ke liye,
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare,
Dard kai hai bus zindagi ke liye...
na jaane kyun unke jhoote waadon par dil ko aitbaar ho
gaya,
chale gaye wo is dil par gehre zakhm chhodkar phir bhi,
kambakht is dil ko unke in zakhmo se pyar ho gaya
Maut se dar nahi lagta mujhko,
Tere sajda me zindgi bitana chahta hu.
Bas kami hai tere rahmo karm ki maula,
Mai to tere paas aana chahta hu.
Uss ko Chaha toa iqrar karna na aya.
Kat gaye umer pyar karna na aya.
Manga uss ne kuch to mangi judai.
Aur ek hum thy k hume inkar karna na aya ..
Unki Galiyoon Se Jab Guzre To Manzar Ajeeb Tha,
Dard Tha Magar Wo Dil Ke Kareeb Tha,
Jise Hum Dhoondhte The Apni Hathoon Ki Lakeeroon Mein…
Wo Kisi Doosre Ki Kismat, Kisi Aur Ka Naseeb Tha..
paas hookar b duuriya mehsus kar raha hu
me to seh lunga dard-e-zakhm par teri fikar kar raha hu
tum mere itne kareeb aa gai ho ki kaise batau
tumhari khamoshiyo se me pal pal mar raha hu...
Payar ka tofa diya tha jise wo hi dil ko jala gye.
Ankho me thi aanso kambakhat use v paani kah gye.
Na jaane kon si ghadhi me hui thi usse mulakat..
Bewajah khud to pareshan hue hi hame v pareshan kar gye..
Na wakt hai itna ki use bhula diya jaye jae
na tarkib koi ki usse mulakat ho jae.
Na jane kaun sa dard diya hai is pyar ne
na roya jaye
aur na soya jaye.
Bewafa Woh Nahi Sayad Hum Hi Kharab The,
Zaher Ki Jarurat Nahi Hum Mar Jayenge Sharab Se.
Kanto Ka Dard To Hame Mahesus Hi Nahi Hua,
Shayad Bepanah Pyar Tha Hame Us Najuk Gulab Se..
Articles you might like | latest
new very sad sms collection | sad sms | shayari
sms