Tute Hue Glass Me Jaam Nhi Aata
Dil Tootta Hai To Aansu Bahar Nhi Aata
Dil Me Armaano Ko Rakh Liya Hai Maine
Ae Zaalim Kya Tujhe Mera Pyaar Kabhi Yaad Nhi Aata…
BAAGH Ka Har Phool Khilta Nahi
Her Qadam Sath Koi Chalta Nahi
Ye Dastoor Hai Shehr-E-Mohabat Ka
Jisay Shiddat Se Chaho Wo Kabhi Milta Nahi…
Ban jau Agar Tum Sa Kesa Lagega
Her PAL Rahu Tumse Khafa Kesa Lagega
Khud Se B Zyada Ho Yaqin Tume Kisi Par
Agr Wahi De jaye Daga Kesa Lgega
Saathi aisa mila jo saath na de sake,
Nigaahen aisi mili jo ro bhi na saki,
Hasna to chahte the hum har dum par kya kare,
Muskaan hi aisi mili jo hoton pe na aa saki!!!
Tumse Door Jane Ka Hamara Irada Na Tha,
Tum Yaad Na Karoge Jante The Hum,
Par Itni Jaldi Bhool Jaoge Haume,
Yeh Andaza Na Tha!!!
Taqdeer Bananewale Tune Bhi Had Kardi,
Taqeer Me Kisi Or Ka Naam Likha,
Dil Me Chahat Kisi Or Ki Bhardi...
Tajmahal Dard Ki Imarat H Jiske Neeche Dafan Kisi Ki
Mohabbat H
Khuda Bando Per Karam Itna Karna
Kisi Ki Mohabbat Ko Patthar Me Dafan Na Karna...
Mohobat ko had se guzar to jane do
wo samne aayege hame biqhar to jane do
abhi jinda ho me aesas nahi unko
ro-roke pukarege hame mar to jane do.
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
kya likhu aj soch rha hu yahi,
bhul gya hu kuch yad kr rha hu wahi,
are dosto me to likh bhi dunga kuch to bhi kisi ko kya fark pd jaega,
jiwan to kora he kora hi rh jaega.
Jaane Kyu Khuda Ne Chahat Banayi
Is Chote Se Dil Mein Ek Tasvir Basayi
Pa Lena Chata Tha Mai Hr Khushiya Jamane Ki
Mjhe Kya Pta Tha K Upar Wale Ne Meri Hi Kismat Mai Likhi Thi Tanhai..
Payar ka tofa diya tha jise wo hi dil ko jala gye.
Ankho me thi aanso kambakhat use v paani kah gye.
Na jaane kon si ghadhi me hui thi usse mulakat..
Bewajah khud to pareshan hue hi hame v pareshan kar gye..
Muddat tamam hui koi afsana na mila
hum dhudhte rahe magar thikana na mila
lo aaj fir chali gayi zindgi nazro k samne se
aur use rokne ka koi bahana na mila.
Kabhi hum tooty to kabhi khawb tooty.
na jany kitny tukron main armaan tooty.
her tukra aayina hai zindagi ka.
her aayine ke saath laakhon jazbaat tooty