Request hai tumse refuse mat karna
Friendship ke ye dosti ko fuse mat karna
Hum dost hai tumahre confuse mat karna
Meri jagah kisi aur ko use mat karna

Dost wohi hai jo aapko aapna maan sake
Apke har gum ko bin kahe jaan sake
Aap chal rahe ho tez baarish me
Phir bhi pani me aapke aansoo pehchaan sake

HAR KOI PYAAR KE LIYE TADAPTA HAI

HAR KOI PYAAR KE LIYE ROTA HAI

AYE DOST DOSTI KA KHAYAL RAKHNA

KYUN KI SABSE ZYADA PYAR DOSTI MEIN HOTA HAI

Yaad Kisi ko Karna Baat Nahi Jatane Ki
Dil pe Chot Dena Aadat Hai zamane Ki
Hum Bilkul Nahi Yaad Karte aapko mere Dost
Kyunki Yaad Kisiko Karna Nishani Hai Bhul Jane Ki

Andhere ne kabhi roshni nahi dekhi

maut ne kabhi zindagi nahi dekhi

jo kehte hai mit jati hai duriyon se dosti

unhone shayad hamari dosti nahi dekhi

Khuda se koi baat anjan nahi hoti
Har kisi ki niyat beimaan nahi hoti
Kabhi maanga hoga aapne ek pyara Dost
yun hi aapki hamse pehchan nahi hoti

Khamoshiyon mein ek ada itni pyari lagi

Apki dosti hum sabse nyari lagi

Ye na tute kabhi yahi dua hai hamari

Kyoki duniya mein ek yahi cheej hume hamari lagi

Khushi ke ye pal aap yu hi sambhale rakhna
Ye kaliyon se pyari muskan yu hi khilaye rakhna
Pyar ki yeh mehfil yu hi sajaye rakhna
Aur dosti ki ye khushboo yu hi mehkaye rakhna

Duniya ki har khushi daman mei tere ajaye

naam ho tera roshan aur tu sare jahan mei chhajaye

hum to yuhi yaad karte rahenge har dam

chahe aapko hamari yaad aaye ya na aye

Pyar ka haq ada kiya karte hai
Dosti mein jaan fida kiya karte hai
Phulo se bhi jakhm na aaye aapko
Khuda se bas yahi dua karte hai

Sachi Dosti Bezubaan Hoti Hai
Ye to Aankhon Se Bayan Hoti Hai
Dosti Me Dard Mile to Kya Hua
Dard Me Hi To Apne Aur Parayo Ki Pehchan Hoti Hai

Kinaro par sagar ke khazane nahi aate
Phir jivan me dost purane nahi aate
Jee lo in palon ko has ke janaab
Fir laut ke dosti ke zamane nahi aate

Hasne Se Kabhi Khushi Nahi Hoti,
Jeene Se Kabhi Zindagi Nai Hoti.
Apno Se Zayda Khyal Rakhna Padta Hai Dost Ka,
Dost Kehne Se Dosti Nahi Hoti

Hame apne dil mein basaye rakhna
Meri yaadon ke chirag jalaye rakhna
Bahut lamba hai safar zindagi ka mere dost
Yeh dosti hamesha aise hi banaye rakhna

Mehak Dosti ki Kam nahi hoti
Dosti se zindagi khatam nahi hoti
Saath agar zindagi mein ho aap jaise dost ka
Zindagi jannat se kam nahi hoti

Dosti K Koi Rang Nhi Fr V Wh Rangin H.
Dosti K Koi Chehra Nhi FrV Wh Hasin H.
Dsti K Koi Ghr Nhi QKi Wh Dil Me Rhta He.