Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Who cares whether this is a poem or rhyme, I will love you until the end of time...
Love has its ups and downs,
its twists and turns.
Love leaves you pain,
teaches u until you learn
and
even if love takes so long,
it always takes you to where you belong.
Woh inkar karte hain ikrar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale,
Ankhein band karte hain didar ke liye.
Betab tamannao ki kasak rahne do,
Manjil ko pane ki jhalak rahne do,
Aap bhale hi raho dur najro se,
Par band palko me apni jhalak rahene do.
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai
Udas nazron main khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge….
Meri dil ki kitab ko apni nazar se padh kar to dekho,
Kahin aap ki yaad to kahin aap milenge……..
Mere Pyaar ki woh hadh puchte hai,
Dil mein kitni jagah hai yeh puchte hai,
Chahte hai hum unhi ko kyun itna,
Iski bhi woh wajah puchte hai.
kisi khusnasib ki takdir ho aap,
khwabon ki sachi tasvir ho aap,
aur kya kahe aapaki shaan me,
mere hathon ki lakeer ho aap...!!!
Door kahin meri nazro se rahti hai wo,
har lamha mere khayalo me rahti hai wo.
Kaisi hai wo, kis haal me hai wo,
dil ke mere har sawaal me rahti hai wo.
Ek muskan tu mujhe ek bar dede,
Khawab mein hi sahi,
Ek bar didar dede,
Bas ek bar kar le tu aane ka vaada,
Fir umar bhar ke liye chahe intzar dede.
Khuda Ne Ishq Banaya Hoga
To Khud Bhi Zaroor Aajmaya Hoga,
Hamari To Aukaat Kya Hai,
Is Ishq Ne To Khuda Ko Bhi Roolaya Hoga.
dhoka na dena k hame tumpe aitbar bohut hai
ye dil teri chaht ka talabgar bohut hai
jo tumhe na dekhein to dikhayi kuch na de
hum kya karen hame tumse pyar bohut hai
Meri rahon ke
Jo jugnu hein
Wo tere hein..
Teri rahon k
Jo andherey hein
Wo mere hain..
Chu sakta Nahi
koi gum tujhko
Q k..
Tujh par duaon k jo
pehrey hein
Wo mare hein
Tere mere is pyar pe is zamane ka pahera hai
zamana ye nahi jaanta hamara pyar kitna gahera hai
har waqt subha shaam dostaon se.
Chahate huwe bhi kiya zikr tera hai
teri har saans se milti hai zindagi mujhe
dhadakta hai jo tere seeney me wo dil mera hai
Jee bhar k dekhanay do apne chahre ko jaan
.
.
.
K muddat hoi in ankhon ne koi apna dekha
Tum in honto ke muskraht ko yuhe rehne dena,
duneya jo b kehti hai usy kehne dena,
hai guzarish tum se a meri jana,
kudaya in ankho se kabi anso na behne dena.
Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,
Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha